29/06/2026
Youtube👇https://youtu.be/f0b6cahKa-w?is=h4yiwcv18Fec2Cw9
WhatsApp page 👇 https://whatsapp.com/channel/0029VbDXKXK5PO11YWNz0S2N
Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh!
🎙️ Al Itqaan Studio ki pehli official video "Introduction of Al Itqaan Studio" ab upload ho chuki hai.Yeh sirf ek YouTube channel nahi, balki Qur'an o Sunnah ki roshni mein ilm, da'wah aur islahi paigham ko aam karne ki ek koshish hai.Is video mein janiye: Al Itqaan Studio ka Vision Hamara Mission Hamara Purpose Aane wale podcasts aur ilmī programs ki jhalak Agar aap chahte hain ke authentic Islamic content zyada se zyada logon tak pahunche, Apne doston aur family ke saath Share karein.Comments mein apni dua aur mashware zaroor dein.Channel ko Subscribe karke bell icon dabayein, taake har nayi video sabse pehle aap tak pahunche.Aap ka ek share kisi ki hidayat ka zariya ban sakta hai. Allah Ta'ala hum sab ki is koshish ko apni bargah mein qubool farmaye. Ameen.