06/12/2025
main wazeer Naam Ka MS hai Sindhi Urdu bolne walo k sath tasub karta hai . Phele token par time dala hota hai us ko kaat kar agey ka time deta hai . 2 Baar aesa kar Chuka hai . Jis time bulaya hai us time ko kaat deta hai new time daal deta hai .