Comedy joks

Comedy joks snata banta

13/08/2013

महिला ग्राहक -( दुकान्दार से ) -भाई साहब , एक शीशा चाहिए |

दुकानदार - हाथ का शीशा ?

महिला -नहीं , मुंह का शीशा | हाथ तो मैं बिना शीशे के भी देख सकती हुं |

17/05/2013
15/05/2013

Yaad Aati Hai Toh Hum Usme Kho Jaate Hain
Aansu Aankho Main Aaye Toh Thoda Ro Lete
Neend Bhi Nahi Aati Aankho Main Lakin
Une Khawaab Dekhne Ko Fir So Jate Hain…

15/05/2013

Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna dost,
Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai…!

15/05/2013

Duaaon Ki Bheed Mein Ek Dua Hamari
Jisme Maangi Humne Khushi Tumhari
Jab Bhi Muskuraaye Aap Dil Se
Jaan Liya Ke Kabool Hui Dua Hamari…

15/05/2013

Kissi Insaan Ko Dukh Denaa,
Itnaa Aasaan Hai Jitnaa
Samunder Mein Patthar Fenkanaa..
Magar Yeh Koyi Nahi Jaanta Ki Woh
Patthar Kitnii Gehrayi Mein Gaya Hogaa..

15/05/2013

Jo Rishtey Dil Key Rishtey Hain
Unn Rishton Ko Waqt Dena Zaroori Hai
Toot Jaate Hain Rishtey Aksar
Par Tootne Ki Awaaz Nahi Hoti Hai..

Address

Bijwasan
Delhi
110061

Opening Hours

9am - 5pm

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Comedy joks posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category