Mufti Shadab Qasmi

Directions

Mufti Shadab Qasmi Assalam-o-Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu! Khush-Aamdeed "M***i Shadab Official" page par.

Hamara maqsad Quran-o-Sunnah ki roshni mein logon ki rehnumai karna aur muashre mein phelti hui ghalat fehmiyon ka islami tareeqe se radd karna ha

18/08/2026

Hindustan Ki Azadi Mein Maulana Muhammad Ali Johar Ka Azeem Kirdar | Zindagi Aur Khidmaat | Part 1 | M***i Shadab Qasmi Official
Is video mein hum Hindustan ki azadi ki tehreek mein Maulana Muhammad Ali Johar رحمہ اللہ ke azeem kirdar, unki zindagi, khidmaat aur angrezon ke khilaf unki jad-o-jehad ka mukhtasar magar aham jaiza pesh karenge.

Maulana Muhammad Ali Johar un azeem rehnumaon mein se the jinhon ne Hindustan ki azadi ke liye apni zindagi, ilm, qalam aur salahiyaton ko waqf kar diya. Unki siyasi, qaumi aur Milli khidmaat tareekh ka ek aham bab hain.

Is Part 1 mein Maulana Muhammad Ali Johar ki zindagi ke ibtidayi halaat, taleem, Milli khidmaat aur azadi ki tehreek mein unke kirdar ko samajhne ki koshish ki gayi hai.

Video ko Like karein, Share karein aur M***i Shadab Qasmi Official channel ko Subscribe zaroor karein.

InshaAllah Maulana Muhammad Ali Johar ki zindagi aur Hindustan ki azadi ke liye unki jad-o-jehad par mazeed videos Part 2, Part 3 aur aage bhi jari rahengi.

Maulana Muhammad Ali Johar, Muhammad Ali Johar, Maulana Johar, Muhammad Ali Jauhar, Maulana Muhammad Ali Jauhar, Maulana Muhammad Ali Johar biography, Muhammad Ali Johar history, Muhammad Ali Johar ki zindagi, Maulana Muhammad Ali Johar ka kirdar, Hindustan ki azadi, Hindustan ki azadi mein Musalman, azadi ki tehreek, Indian freedom movement, Muslim freedom fighters, Ulama ka kirdar, Ulama e Deoband, Deoband ka kirdar, Deobandi Ulama, Khilafat Movement, Khilafat Tehreek, Maulana Muhammad Ali, Indian history, Islamic history, Muslim history, British India, Angrezon ke khilaf tehreek, azadi e Hind, freedom struggle India, M***i Shadab Qasmi Official, M***i Shadab Qasmi, Islamic video, Urdu Islamic video, history of India, Part 1, Maulana Muhammad Ali Johar Part 1
***iShadabQasmi




















***iShadabQasmi
***iShadabQasmiOfficial


16/08/2026

Social media ka suchii istmayal karya| Short Video | M***i Shadab Qasmi Official

13/08/2026

Islahi Muashra Ki Zarurat Aur Hamari Zimmedariyan ke mauzu par M***i Muhammad Shadab Qasmi Sahab ka nihayat aham aur fikr angez bayan.

Is bayan mein muashray ki islah, deeni shaoor, akhlaqi qadar, khandani nizam, bhai chara aur ek behtar Islami muashra banane ke liye hamari zimmedariyon par aham guftagu ki gayi hai.

Agar aapko ye bayan mufeed lage to video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein, taake ye aham paigham zyada se zyada logon tak pohanch sake.

M***i Muhammad Shadab Qasmi Official

Islahi Muashra, Islahi Muashra Ki Zarurat, Hamari Zimmedariyan, Muft Muhammad Shadab Qasmi, M***i Shadab Qasmi, M***i Muhammad Shadab Qasmi Official, Islahi Bayan, Islami Bayan, Aaj Ka Bayan, Aham Islami Bayan, Muashray Ki Islah, Islami Muashra, Muashrati Islah, Deeni Bayan, Urdu Bayan, Jumma Bayan, Pas e Jumma Bayan, Ulama e Kiram Ka Bayan, Islami Taleemat, Deeni Shaoor

Islahi Muashra, Islahi Muashra Ki Zarurat, Hamari Zimmedariyan, M***i Muhammad Shadab Qasmi, M***i Shadab Qasmi Official, Islahi Bayan, Islamic Bayan, Urdu Islamic Bayan, Islamic Society, Muashray Ki Islah, Islami Muashra, Deeni Bayan, Jumma Bayan, Pas e Jumma Bayan, Latest Islamic Bayan

***iShadabQasmi

08/08/2026

Namaz Chhorne Wale Ke Bare Mein Charon Imamon Ki Hairan Kun Rai | 4 Imamon Ka Faisla Hazrat Mulana M***i M***i Shadab Qasmi Official DB

اللہ تعالیٰ ہم سب کی دعاؤں کو قبول فرمائے، گناہوں کو معاف فرمائے، اور ہمیں دنیا و آخرت کی بھلائیاں عطا فرمائے۔ آمین۔ مفت...
07/08/2026

اللہ تعالیٰ ہم سب کی دعاؤں کو قبول فرمائے، گناہوں کو معاف فرمائے، اور ہمیں دنیا و آخرت کی بھلائیاں عطا فرمائے۔ آمین۔
مفتی محمد شاداب قاسمی افیشل
M***i Shadab Qasmi

04/08/2026

Badla Ya Maafi? Islam Ka Khoobsurat Paigham
عنوان:
جو بندہ کسی کو بدلہ لینے کی قدرت کے باوجود معاف کر دیتا ہے
M***i Shadab Qasmi

01/08/2026

Jumma Mubarak | Amna Masjid Ke Khubsurat Manazir | M***i Shadab Qasmi Official

31/07/2026

Insaan Kufr Mein Lautne Ko Aise Hi Napasand Kare | Imaan Ki Mithaas | Islamic Bayan | M***i Shadab Qasmi
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Is video mein M***i Shadab Qasmi sahab ek aham hadees ki roshni mein bayan karte hain ke ek momin ko kufr ki taraf lautna itna hi napasand hona chahiye jitna aag mein dala jana napasand hota hai.
Is bayan mein aap jaanenge:
Imaan ki mithaas kya hai?
Kufr se nafrat kyun zaroori hai?
Momin ki asal pehchan kya hai?
Qur'an o Hadees ki roshni mein hidayat
Agar video pasand aaye to Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein.
JazakAllahu Khair

⚠️ Copyright Notice
Ye video © M***i Shadab Qasmi Official ki asli milkiyat hai.
Is video ko bina ijazat download, copy, re-upload ya kisi bhi platform par dobara upload karna sakht mana hai.
Agar koi shakhs is video ko bina ijazat upload karega to us par YouTube Copyright Strike aur zarurat padne par legal action liya ja sakta hai.
Please support original content. JazakAllahu Khair.

insaan kufr mein lautne ko aise hi napasand kare, imaan ki mithaas, momin ki pehchan, islamic bayan, islamic speech urdu, m***i shadab qasmi, quran o hadees, deen ki baat, islamic reminder, islamic motivation, islamic lecture, muslim iman, hadees sharif, islamic video, islamic knowledge, urdu bayan, ahle sunnat bayan, islamic education

***iShadabQasmi
IslamicBayan








***iShadabQasmi
***iShadabQasmiOfficial








29/07/2026

Gair bradari me shadi ? Or bradari ki wajah se shadi me deri| M***i Shadab Qasmi Official
***iShadabQasmi

25/07/2026

Hazrat Yaqoob (A.S) Ki Apne Beton Ko Aakhri Naseehat |
M***i Shadab qasmi Official

Address

Dhampur
246761

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mufti Shadab Qasmi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share