15/12/2024
Gram sabha muse Nagar hathema block bahua vidhansabha ayah.shah yah Pani ki Tanki do ya teen Sal Ho Gaye Abhi Tak chalu nahin Hui aur sarkari kag jaanch mein usko chalu dikhaya gaya hai aur Vikas Gupta vidhayak inke vidhansabha mein kam bahut kam hua hai aur 10 Sal Ho Gaye inko vidhayak Bane abhi tak hamare gram sabha mein koi Kam nahin Kiya