07/10/2025
"Ham sab doston ne milkar apne gaon ke mandir ke paas safai abhiyan chalaya.
Hamari chhoti si koshish se mandir ka area phir se sundar lagne laga.
Aap bhi apne aas-paas safai rakhein aur samaj ko prerna dein. 🙏"