Deeni E ilahi

Deeni E ilahi Mere pyare dosto ye page mene Deen ki jaankari ke liye hai

The destination of careless worship is the grave. Do something. There is a saying by Ghalib that one does not go home em...
20/01/2024

The destination of careless worship is the grave. Do something. There is a saying by Ghalib that one does not go home empty handed.

10/12/2022

Farmaane Mustafa ﷺ
ALLAH PAAK KO SAB SE PYAARA AMAL
KISI BHOOKE MISKEEN KO KHANA KHILANA,
USKO QARZ SE NAJAAT DILANA YA USKA GHAM DOOR KARNA HAI.

Saleem Ahmed Alvi
09/12/2022

Saleem Ahmed Alvi

Farmaane Mustafa ﷺ:Jo Apne Maa Baap Donon Ya Ek Ki Qabr Par Har Jumua Ke Din Ziyaarat Ko Haazir Ho,Allah Paak Us Ke Guna...
07/12/2022

Farmaane Mustafa ﷺ:
Jo Apne Maa Baap Donon Ya Ek Ki Qabr Par Har Jumua Ke Din Ziyaarat Ko Haazir Ho,
Allah Paak Us Ke Gunaah Bakhsh De Aur Maa Baap Ke Saath Acchha Bartaaw Karne Waala Likha Jaaega.

07/12/2022

Farmaane Mustafa ﷺ
Betiyon Ko Bura Mat Samjho Beshak Woh Mahabbat Karne Waaliyan Hain.

मकका लाईव अजान

02/12/2022

ये दुनिया की मोहब्बत समंदर के पानी जैसे है,
जितना पियोगे प्यास उतनी ज्यादा लगेगी।

अललाह ताला से डरते रहो अगर तुम मोमिन हो
01/12/2022

अललाह ताला से डरते रहो अगर तुम मोमिन हो

30/11/2022

RasoolAllah ﷺ Ne Farmaya
Jo Shakhs Raat ko Sote Waqt Ayatal Kursi Padhega Allah Tala Use, Uske Ghar, Aur Uske Padosiyon ke Gharon ko Mahfoz Farmadega.

Farmaane Mustafa ﷺ Jo Shakhs Apne Bhai Ka Aib Dekh Kar Us Ki Parda Poshi Kar De To Woh Jannat Me Daakhil Kar Diya Jaaega...
24/11/2022

Farmaane Mustafa ﷺ
Jo Shakhs Apne Bhai Ka Aib Dekh Kar Us Ki Parda Poshi Kar De To Woh Jannat Me Daakhil Kar Diya Jaaega.

24/11/2022

उम्मत में रसूल ए खुदा صلی اللہ علیہ وسلم के बाद सबसे बुज़ुर्ग सय्यिदिना अबू बकर सिद्दीक़,फिर हज़रत उमर खत्ताब, फिर उस्मान इब्न अफ़्फ़ान और फिर मौला अली हैं

23/11/2022

Address

Ghaziabad

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Deeni E ilahi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Deeni E ilahi:

Share

Category