24/11/2025
*Bismillahirahmanirraheem*
*✦ Hadith : Ye Kalimat tumhare liye duniya aur akhirat dono jama Kar denge*
-----
✦: Ek Shakhs Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas hazir hua aur pucha Jab main apne RABB se mangu to kya kahu to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya tum kaho
*اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي*
Allahummaghfirli, warhamni, waAafini, warzuqni
✦ Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par reham farma , mujhe Aafiyat de aur mujhe rizq ataa farma
iske baad Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ye kalimat tumhare liye duniya aur Aakhirat dono jama kar denge
Sahih Muslim Jild 6 , 6851
-----
-----
✦ एक शख्स रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वासल्लं के पास हाज़िर हुआ और पूछा जब मैं अपने रब्ब से मांगू तो क्या कहूँ तो आप सलअल्लाहू अलैहि वासलं ने फरमाया तुम कहो
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي
अल्लाहुमग्फिरली वारहमनी वा आफ़िनी वारज़ुकनी
✦ एह अल्लाह मुझे बख्स दे , मुझे पर रहम फरमा , मुझे आफियत दे और मुझे रिज़क़ अता फरमा
इसके बाद आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ये कलिमात तुम्हारे लिए दुनिया और आख़िरत दोनो जमा कर देंगे
सही मुस्लिम जिल्द 6 , 6851
-----
✦