Barkati Maikhana

Barkati Maikhana Be Humble To Everyone...

Hadith : Gussa (anger) na kiya karoBismillahirrahmanirrahimHadith : Gussa (anger) na kiya karoAbu Hurairah Radhi Allahu ...
09/08/2025

Hadith : Gussa (anger) na kiya karo
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Gussa (anger) na kiya karo

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se arz kiya mujhe Aap koi naseehat farma dijiye to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Gussa na kiya kar, usne kayee baar yahi sawal kiya aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne yahi farmaya ki Gussa na kiya kar.
Sahih Bukhari, Vol7, 6116
-------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : A man said to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam , "Advise me! "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Do not become angry" The man asked (the same) again and again, and the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said in each case, "Do not become angry"
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 137

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka hoBismillahirrahmanirrah...
05/08/2025

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho

Hazrat Ali Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal karte raho kyunki har shaksh jis thikane ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi
Sahih Bukhari, Vol 7, 6217
---------------------------------------------

Narrated 'Ali Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said , "There is none amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the Hell-Fire." The people said (to him), "Should we not depend upon it?" He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy such deeds as will lead him to his destined place.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236

Hadith: Cheenk (Sneezing) aane par Alhamdulillah kaho aurBismillahirrahmanirrahimHadith: Cheenk (Sneezing) aane par Alha...
04/08/2025

Hadith: Cheenk (Sneezing) aane par Alhamdulillah kaho aur
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Cheenk (Sneezing) aane par Alhamdulillah kaho aur

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH taala cheenk (sneezing) ko pasand karta hai aur jamaayee (yawning ) ko napasand karta hai isliye tum mein se koi shaksh cheenke aur Alhamdulillah (Tamam Taarif ALLAH ke liye hai) kahe to har musalman par haq hai ki jo use sune uska jawab Yarhamukallah se de, jamaayee (yawning) shaitan ki taraf se hoti hai isliye jahan tak ho sake use roke kyonki jab wo munh khol kar Haaaaa kahta hai to shaitan us par hansta hai.
Sahih Bukhari, Vol7, 6223

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi cheenke (sneezing ) to 'Al-Hamdulillah' kahe aur uska bhai ya uska saathi 'Yar-hamuka-llah’(ALLAH tum par raham karey) kahey, jab saathi Yarhamukallah kahe to uske jawab mein cheenkne wala kahe Yahdikumul-lah wa Yuslih balakum (yani Alllah tumhe seedhe raaste par rakhe aur tumhare haalat durast karey)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6224
-------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, " If anyone of you sneezes, he should say 'Al-Hamdulillah' (Praise be to ALLAH), and his (Muslim) brother or companion should say to him, Yarhamukallah (May ALLAH bestow his Mercy on you). When the latter says 'Yar-hamuka-llah", the former should say, 'Yahdikumul-lah wa Yuslih balakum' (May ALLAH give you guidance and improve your condition)."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 243:

Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "ALLAH likes sneezing and dislikes yawning, so if someone sneezes and then praises ALLAH, then it is obligatory on every Muslim who heard him, to say: Yar-hamuka-l-lah ( May ALLAH be merciful to you ) But as regards yawning, it is from Satan, so one must try one's best to stop it, if one says 'Haaa' when yawning, Satan will laugh at him."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 242

Hadith : Insaan usi ke saath hoga jis se wo mohabbat karta haiBismillahirrahmanirrahimHadith : Insaan usi ke saath hoga ...
03/08/2025

Hadith : Insaan usi ke saath hoga jis se wo mohabbat karta hai

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Insaan usi ke saath hoga jis se wo mohabbat karta hai

Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Bedouin Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass aaya aur kaha ki Qayamat kab aayegi to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Afsos ! tumne us Qayamat ke liye kya tayyyari ki hai, usne kaha maine uske liye to koi tayyari nahi ki hai lekin main ALLAH aur uske Rasool se mohabbat rakhta hun, to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir tum Qayamat ke din unke saath rahoge jin se mohabbat karte ho
Sahih Bukhari, Vol 7, 6167

Abdullah bin masood Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya insaan uske saath rahega jis se wo Mohabbat karta hai.
Sahih Bukhari, Vol7 ,6168

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka hoBismillahirrahmanirrah...
01/08/2025

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho

Hazrat Ali Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal karte raho kyunki har shaksh jis thikane ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi

Sahih Bukhari, Vol 7, 6217
---------------------------------------------

Narrated 'Ali Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said , "There is none amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the Hell-Fire." The people said (to him), "Should we not depend upon it?" He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy such deeds as will lead him to his destined place.

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236

Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko kaddu pasand thaBismillahirrahmanirrahimMafhum-e-Hadith:  Aap Sallall...
31/07/2025

Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko kaddu pasand tha
Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko kaddu pasand tha

Anas Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Main Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ke saath ek Darji(tailor) ke wahan gaya, usne Aap Sallallahu Alaihi wasallam ke samne ek pyala Pesh kiya jismein sharid ( Gosht aur kaddu ) tha aur apne kaam mein lag gaya,Nabee SallallahuAlaihi wasallam usmein se kaddu talash karne lage phir main bhi usmein se kaddu talash karke Aap SallallahuAlaihi wasallam ke samne rakhne laga aur uske baad se mujhe bhi kaddu bahut pasand ho gaya.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5420
------------------------------------------------------

Narrated Anas Radi AllahuAnhu : I went along with the Prophet SallallahuAlaihi wasallam to the house of a young tailor of his. The tailor presented a dish of Tharid (meat mixed with gourd) to the Prophet and resumed his work. The Prophet started picking the pieces of gourd and I too, started picking them and putting it before him. Since then I have always loved (to eat) gourd.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 65, No. 331:

Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhi salam kiya karoBismillahirrahmanirrahimMafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karoA...
31/07/2025

Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhi salam kiya karo
Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karo

Anas Bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6247

Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to do so."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264:

Hadith: Koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthayeBismillahirrahmanirrahi...
30/07/2025

Hadith: Koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthaye
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthaye

Abdullah Bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthaye ke khud wahan jakar baith jaye.

Sahih Bukhari, Vol7, 6269
-------------------------------------

Narrated Ibn 'Umar Radhi Allahu Anhuma: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "A man should not make another man get up from his (the latter's) seat (in a gathering) in order to sit there.

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 286

Hadith : ALLAH ke saath Shirk karna aur waldein ki nafarmani karna (sabse bade gunaah hain)BismillahirrahmanirrahimHadit...
30/07/2025

Hadith : ALLAH ke saath Shirk karna aur waldein ki nafarmani karna (sabse bade gunaah hain)
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : ALLAH ke saath Shirk karna aur waldein ki nafarmani karna (sabse bade gunaah hain)

Abu Bakr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Kya main tumhe sabse bade Gunaah ke baare mein khabar na du ? Sahaba ne arz kiya kyun nahi , phir Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam nefarmaya ALLAH ke saath Shirk karna aur walden ki nafarmani karna (sabse bade gunaah hain) .
Sahih Bukhari, Vol7, 6273

Narrated Abu Bakr Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Shall I inform you of the biggest of the great sins?" They said, "Yes, O ALLAH's Apostle!" He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "To join partners in worship with ALLAH, and to be undutiful to one's parents. "
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 290

Hadith: jab teen shaksh saath ho to teesre shakash ko chor kar Do aapas mein Kaanafusi (chupke se baat) na kareyBismilla...
29/07/2025

Hadith: jab teen shaksh saath ho to teesre shakash ko chor kar Do aapas mein Kaanafusi (chupke se baat) na karey
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jab teen shaksh saath ho to teesre shakash ko chor kar Do aapas mein Kaanafusi
(chupke se baat) na karey

Abdullah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab teen shaksh saath ho to teesre shakash ko chor kar Do aapas mein Kaanafusi
(chupke se baat) na karey

Sahih Bukhari, Vol7, 6288
----------------------------------------------

Narrated 'Abdullah Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "When you are three persons sitting together, then no two of you should hold secret counsel excluding the third person until you are with some other people too, for that would grieve him."

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 305

Hadith: Maine apni Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhe huyee hoonBismillahirrahmanirrahimHadi...
29/07/2025

Hadith: Maine apni Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhe huyee hoon
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Maine apni Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhe huyee hoon

Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
har nabee ne kuch cheezein maangi, ya farmaya ki har Nabee ko ek (khas) dua di gayee yani jo bhi unhone dua maangi wo Qubul ki gayee lekin maine apni Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhe huyee hoon.

Sahih Bukhari, vol 7, 6305

--------------------------------------------------------------
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "For every prophet there is an invocation that surely will be responded by ALLAH," (or said), "For every prophet there was an(special) invocation with which he appealed to ALLAH, and his invocation was accepted (in his lifetime), but I kept my (this special) invocation to intercede for my followers on the Day of Resurrection."

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 317

Hadith : Main din mein 70 martaba se ziyada ALLAH se istigfaar aur tauba karta hun.BismillahirrahmanirrahimHadith : Main...
28/07/2025

Hadith : Main din mein 70 martaba se ziyada ALLAH se istigfaar aur tauba karta hun.
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Main din mein 70 martaba se ziyada ALLAH se istigfaar aur tauba karta hun.

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH ki Qasam main din mein 70 martaba se ziyada ALLAH se istigfaar aur tauba karta hun.
Sahih Bukhari, Vol 7 , 6307 --------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : I heard ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying. By ALLAH! I ask for forgiveness from ALLAH and turn to Him in repentance more than seventy times a day.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No.319

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْْقَيُّومُ وَ أَتُوبُ إِلَيْهِ
Astaghfirullah Al-ladhi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih

I seek the forgiveness of ALLAH the Mighty, Whom there is none worthy except Him, the Living, The Eternal, and I repent unto Him

Address

Hugli
712222

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Barkati Maikhana posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Barkati Maikhana:

Share