24/02/2026
Kakatiya Nagar mein ek dardnaak waqiya pesh aaya. Ek hi khandan ke teen afraad ki maut se ilaqe mein sog ka mahaul hai.
Police ne case darj kar ke tahqiqat shuru kar di hai. Secunderabad Zone ke Addl. DCP J. Narsaiah ke mutabiq har pehlu se jaanch jaari hai aur asal wajah tahqiqat ke baad samne aayegi.