07/06/2026
Food Deliver Karte Waqt Telugu Naujawan ko Goli Maar Kar Halaak kardia
America ki riyasat Pennsylvania ke shehar Philadelphia mein ek dukhnaak waqia pesh aaya jahan 28 saala Kuncha Anshul, jo Telangana ke Medchal-Malkajgiri zila ke Gundlapochampally mandal ka rehne wala tha..