Zakir hussain

Zakir hussain Molana zakir hussain
Jodhpur

24/02/2026

Molana Zakir hussain शेर ए हिंदुस्तान

21/02/2026

3 Ramadan Youme Wisal Sayyada-e-Qaynaat Hazrat Fatima ؓ..✨️🫀🌸

21/02/2026

3rd day of ramazaan
रमजान में नफ़्ल का सवाब फ़र्ज़ के बराबर और कर्ज का सवाब 70 गुना मिलता है

18/02/2026

*🌙✨ Ramadan Mubarak ✨🌙

Ramadan Sirf Ek Mahina Nahi…
Yeh Rab Ka Khaas Paighaam Hai:
“Wapas Aa Jao… Main Abhi Bhi Tumhara Hoon.” 🤍

Jab Pehla Roza Rakhte Hain,
Toh Sirf Pait Bhooka Nahi Hota,
Balki Nafs Ko Jhukaya Jata Hai…

Aur Jab Iftar Karte Hain,
Toh Sirf Khana Nahi Khate,
Balki Shukr Ada Karte Hain.
Har Sehri Mein Ek Nayi Shuruaat Hai,
Har Iftar Mein Qabooliyat Ka Ehsaas Hai,
Har Tarawih Mein Quraan Ka Noor Hai,
Aur Har Dua Mein Jannat Ki Khushboo Hai.
Yeh Mahina Sabr Sikhata Hai,
Yeh Mahina Maafi Mangna Sikhata Hai,
Yeh Mahina Dil Se “Astaghfirullah” Kehna Sikhata Hai.

Apne Rab Se Aaj Dil Se Kaho:
“Ya Allah… Is Baar Ramadan Aisa Bana De
Ke Meri Zindagi Badal Jaye.” 🤲

Is Ramadan:
Roze Sirf Farz Na Hon, Mohabbat Ban Jayein…
Tarawih Sirf Ibadat Na Ho, Mulaqat Ban Jaye…
Aur Dua Sirf Alfaaz Na Ho, Aansu Ban Jaye…

Allah Kare:
Aap Ka Har Din Barkat Se Bhara Ho ✨
Har Raat Maghfirat Se Roshan Ho 🌙
Har Dua Qubool Ho 🤲
Aur Har Ghar Mein Rehmat Ka Nuzool Ho 🤍

🌙 Ramadan Mubarak 🌙
Is Baar Ramadan Sirf Guzar Na Jaye…
Balki Aap Ko Badal Kar Jaye. ✨*

शबे बरात निजात की रात है  #शेर_ए_हिंदुस्तान  #मुफ्ती_ए_आज़म_राजस्थान
03/02/2026

शबे बरात निजात की रात है
#शेर_ए_हिंदुस्तान #मुफ्ती_ए_आज़म_राजस्थान

01/02/2026

29/01/2026

*🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🌹*
*💚الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله صلی الله عليه وسلم💚*

*फरमाने मौला अली رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ*

*लालच की चमक देख कर, अक्ल अक्सर मार खा जाती है.!*

📕(المتطرف ، ج 1 ، ص 128)
मौलाना ज़ाकिर हुसैन

29/01/2026

शेर ए हिंदुस्तान #शेरएहिंदुस्तानmoment

Address

Jodhpur

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Zakir hussain posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Zakir hussain:

Share

Category