30/08/2026
Khushi Hai Aamna Ke Laal ﷺ Ke Tashreef Laane Ki | Aamad-e-Mustafa ﷺ
Alhamdulillah! ❤️
Ye khoobsurat kalaam Aaqa-e-Do Jahan, Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ ki Aamad-e-Mubarak ki khushi aur Ishq-e-Rasool ﷺ ke jazbaat ko bayan karta hai.
Aamna Raziyallahu Anha ke Laal ﷺ ki Tashreef-Awari poori insaniyat ke liye Allah Ta'ala ki azeem ne'mat hai. Is video mein isi mohabbat, aqeedat aur khushi ke jazbaat ko pesh kiya gaya hai. ❤️
Agar aapko Naat Sharif, Islamic Kalam, Durood-o-Salaam aur Islamic Videos pasand hain, to SunniIslamicBaat ko Subscribe karein aur video ko Like & Share zaroor karein.
JazakAllahu Khairan ❤️
#2026
See less