24/04/2025
Aaj thoda Pyaar jataa du kya, Tum mere ho Sabko bata du kya..!
Teri Kalai jo Pakad lu mein, Haaye meri jaan gawa du kya..!
Mera Kamra Bahut udaas hai, Teri ek Tasveer laga du kya
Tumhe Likhne me Din Chala jayega, Tumhare bina raat guzarlu kya... ❤️🥺