04/09/2026
"Radhe Radhe! ✨
Aaj Bhagwan ke janmsthan Mathura se aap sabhi ko Janmashtami ki hardik shubhkaamnayein! Mere ladla Gopal ki taraf se aap sabhi ke liye dher sari duayein... aap sabhi sada khush rahein.
Apne mann mein sachha prem rakhein, kisi ko dukh mat dijiye, aur jhoote prem mein fasa kar kisi ko rula kar mat jaiye. Kanha ki tarah duniya ke har jeev mein prem baantiye aur sabhi par kripa barsaiye. Jai Shree Krishna! 🙏❤️✨"