Darul Towheed Ahle Hadith Masjid. Miraj

Darul Towheed Ahle Hadith Masjid. Miraj Guidance of sunnah

*Bismillahirrahmanirraheem**Surah Al-Baqarah ki aakhri do aayato ki fazilat*-----✦ Abdullah ibn masood Radi Allahu Anhu ...
05/11/2024

*Bismillahirrahmanirraheem*

*Surah Al-Baqarah ki aakhri do aayato ki fazilat*
-----
✦ Abdullah ibn masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne surah Al-Baqarah ki do aakhri aayatein raat mein parh li wo uskey liye kaafi ho jayegi (aafat se bachney ke liye)
Sahih Bukhari, Vol 6, 5009
------
*آمَنَ الرَّسُولُ بِمَا أُنزِلَ إِلَيْهِ مِن رَّبِّهِ وَالْمُؤْمِنُونَ كُلٌّ آمَنَ بِاللَّهِ وَمَلَائِكَتِهِ وَكُتُبِهِ وَرُسُلِهِ لَا نُفَرِّقُ بَيْنَ أَحَدٍ مِّن رُّسُلِهِ وَقَالُوا سَمِعْنَا وَأَطَعْنَا غُفْرَانَكَ رَبَّنَا وَإِلَيْكَ الْمَصِيرُ*

*لَا يُكَلِّفُ اللَّهُ نَفْسًا إِلَّا وُسْعَهَا لَهَا مَا كَسَبَتْ وَعَلَيْهَا مَا اكْتَسَبَتْ رَبَّنَا لَا تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَاأَوْ أَخْطَأْنَا رَبَّنَا وَلَا تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا، رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِه،ِ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا ،أَنتَ مَوْلَانَا فَانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ*
------
✦ Al Quran : Rasool (sallallahu alaihi wasallam) imaan le aaye jo kuch un par unke RAB ki taraf se nazil hua aur momeen bhi
sab imaan rakhte hain Allah par aur uske farishton par aur uski kitabon par aur uske Rasoolo par , (aur kahte hain ki) hum uske Rasoolo mein se kisi mein kuch farq nahi karte aur kahte hain ki humne suna aur qubul kiya , Eh hamare RAB hum teri bakhshis chahte hain aur teri hi taraf laut kar aana hai.
✦ ALLAH Subhanahu kisi shakhs ko uski taqat se zyada takleef nahi deta , achche kaam karega to usko uska fayda milega aur bure karega to usko iska nuqsan hoga
✦ Eh hamare RABB agar hum bhul jaye ya galti kare to hamari giraft na farma ,
✦ Eh hamare RABB hum par aisa bhari bojh na daal jaisa tune humse pahle ke logo par daala ,
✦ Eh hamare RABB hum par wo bojh na daal jisko uthane ki hum mein taqat nahi,
✦ aur humein maaf kar aur humein bakhsh de aur hum par raham kar.
✦ Tu hi hamara kaarsaz hai , kaafiro ke muqable mein tu hamari madad farma
------
Surah Al-Baqara (2) Verse 285 - 286

*Bismillahirrahmanirraheem*✦ *Hadith:  Ye teen Surah (Al Ikhlas , Al Falaq aur An Nas)  tumhe har cheez ke liye kaafi ho...
07/09/2024

*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ *Hadith: Ye teen Surah (Al Ikhlas , Al Falaq aur An Nas) tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi*
----------------------
✦ Abdullah bin khubayb Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq Aur Surah An-Nas padh liya karo , ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi (yani har tarah ki pareshaniyo se bachne ke liye ye kaafi hain)
Sunan Abu dawud, Jild 3, 1643-Hasan

✦ Uqba bin amir radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya har namaz ke baad aakhri teen surah yani Surah Al-Ikhlas, Surah Al-Falaq aur Surah An-Nas padha karo
Al Silsila As sahiha, 2776
---------
رسول الله صلى الله عليه وسلم نے فرمایا سورة الإخلاص اور سورة الفلق اور سورة الناس تین مرتبہ صبح کے وقت، اور تین مرتبہ شام کے وقت کہہ لیا کرو تو یہ تمہیں (ہر طرح کی پریشانیوں سے بچاؤ کے لیے) کافی ہوں گی۔
سنن ابو داوود جلد ٣-١٦٤٣-حسن

عقبہ بن عامر‌رضی اللہ عنہ سے سے روایت ہے کی رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: ہر نماز کے بعد آخری تین سورتیں یعنی سورة لإخلاص اور سورة الفلق اور سورة الناس پڑھا کرو۔
السلسلہ صحیحہ ٢٧٧٦
---------
✦ अब्दुल्लाह बिन खुबेब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया सुबह और शाम 3 बार सुरह अल-इख्लास और सुरह अल-फलक़ और सुरह अन-नास पढ़ लिया करो , ये तुम्हें हर चीज़ के लिए काफ़ी हो जाएगी ( यानि हर तरह की परेशानियो से बचने के लिए ये काफी हैं)
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 1643-हसन

✦ उक़बा बिन आमिर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हर नमाज़ के बाद आखरी तीन सुरह यानि सुरह अल-इख्लास और सुरह अल-फलक़ और सुरह अन-नास पढ़ा करो
अल सिलसिला अस-सहीहा , 2776
---------
✦ Narrated Abdullah ibn Khubayb Radi Allahu Anhu RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Recite three times Surah Al-Ikhlas, Surah Al-Falaq And Surah An-Nas in the evening and in the morning, that will be suffiiciant for you against everything. (from All evils)
Sunan Abu Dawud,Book 42,5064-Hasan

✦ Uqbah Bin Aamir Radi Allahu Anhu said Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said After every prayer Recite last three Surah of the Qur'an (Surah Al-Ikhlas, Surah Al-Falaq and Surah An-Nas)
Al Silsila As sahiha, 2776

*Bismillahirahmanirrahim**✦ Mafhum e  Hadith : Yahudi Juma ke din par humse bahut hasad karte hain*----✦  Rasool-Allah S...
23/08/2024

*Bismillahirahmanirrahim*

*✦ Mafhum e Hadith : Yahudi Juma ke din par humse bahut hasad karte hain*
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Yahudi hamare upar Kisi Cheez ka itna hasad nahi karte jitna wo Juma ke din par hasad Karte hai Jabke Allah Subhanahu ne ye din hame diya aur wo is say mehrum rahe wo hamare Qible par bhi hasad Karte ke Allah Subhanahu ne hame ye qibla diya aur wo is say mehrum rahe aur wo imam ke peeche hamare Aameen kehne par bhi hasad Karte hai
Musnad Ahmed 10691 Sahih
----
رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا یہودی ہمارے اوپر اور کسی چیز کا اتنا حسد نہیں کرتے جتنا وہ جمعہ کے دن پر حسد کرتے ہیں، جبکہ اللہ نے یہ دن ہمیں دیا اور وہ اس سے محروم رہے، وہ ہمارے قبلہ پر بھی حسد کرتے ہیں کہ اللہ نے ہمیں یہ قبلہ دیا اور وہ اس سے محروم رہے اور وہ امام کے پیچھے ہمارے آمین کہنے پر بھی حسد کرتے ہیں۔
مسند احمد ١٠٦٩١-صحیح
----
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया यहूदी हमारे उपर किसी चीज़ का इतना हसद नही करते जितना वो ज़ूमा के दिन पर हसद करते है जबके अल्लाह सुबहानहु ने ये दिन हमे दिया और वो इस से महरूम रहे वो हमारे क़िबले पर भी हसद करते के अल्लाह सुबहानहु ने हमे ये क़िब्ला दिया और वो इस महरूम रहे और वो इमाम के पीछे हमारे आमीन कहने पर भी हसद करते है
मसनद अहमद -10691 सही
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said They will not envy us for anything more than they envy us for Friday which we have been guided to, while they were led astray from it, and for the Qiblah which we were guided to, while they were led astray from it, and for our saying 'Amin' behind the Imam
Musnad Ahmed 10691-Sahih

21/07/2024

*Bismillahirrahmanirraheem*

*Al Quran : Hum insan ki Rag-e-Jaan se bhi zyada qareeb hain*
-----------
✦ Al Quran : Aur hum hi ne insan ko paida kiya hai aur jo khayalat uske dil mein guzarte hain hum unko jante hain aur hum uski Rag-e-Jaan se bhi zyada qareeb hain , jab (wo koi kaam karta hai to) do likhne wale jo dayien bayein baithe hain likh dete hain , koi baat uski zuban par nahi aati magar ek nigehban uske paas tayyar rahta hai (likhne ke liye)
Surah Qaf (50), 16-19
-----------
القرآن : اور ہم ہی نے انسان کو پیدا کیا ہے اور جو خیالات اس کے دل میں گزرتے ہیں ہم ان کو جانتے ہیں۔ اور ہم اس کی رگ جان سے بھی اس سے زیادہ قریب ہیںجب (وہ کوئی کام کرتا ہے تو) دو لکھنے والے جو دائیں بائیں بیٹھے ہیں، لکھ لیتے ہیں کوئی بات اس کی زبان پر نہیں آتی مگر ایک نگہبان اس کے پاس تیار رہتا ہے
سورۃ ق (۵۰) آیت ۱۶-۱۹
-----------
✦ अल क़ुरान : और हम ही ने इंसान को पैदा किया है और जो ख़यालात उसके दिल में गुज़रते हैं हम उनको जानते हैं और हम उसकी रग-ए-जान से भी ज़्यादा क़रीब हैं , जब (वो कोई काम करता है तो) दो लिखने वाले जो दायें बायें बैठे हैं लिख देते हैं , कोई बात उसकी ज़ुबान पर नही आती मगर एक निगहबान उसके पास तय्यार रहता है (लिखने के लिए)
सुरह क़ाफ (50) , आयत 16-19
-----------
✦ Al Quran : And indeed We have created man, and We know what his ownself whispers to him. And We are nearer to him than his jugular vein (by Our Knowledge). (Remember) that the two receivers (recording angels) receive (each human being), one sitting on the right and one on the left (to note his or her actions). Not a word does he (or she) utter but there is a watcher by him ready (to record it).
Surah Qaf (50), 16-19

*Bismillahirrahmanirraheem**Azkar Reminder*-----*✦Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya zameen par koi bhi,...
20/07/2024

*Bismillahirrahmanirraheem*

*Azkar Reminder*
-----
*✦Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya zameen par koi bhi, jab ye kalimat kahta hai to uske gunah bakhsh diye jate hain chahe wo samundar ke jhaag ke barbar hi kyu na ho*
*Jamia Tirmizi 3460-Hasan*

*لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ*
✦:La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
------
✦:Allah subhanahu ke siwa koi sachcha mabud nahi aur Allah sabse bada hai aur Allah ke siwa kisi kaam ko karne ki kisi mein na koi taqat hai aur na hi quwwat
----
*لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ*
اللہ سبحانه کے سوا کوئی سچچا معبود نہیں ہے اور اللہ سب سے بڑا ہے، اور اللہ کے سوا کسی کام کے کرنے کی کسی میں نہ کوئی طاقت ہے اور نہ ہی قوت“،
---
*لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ*
✦ La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-----
✦:None has the right to be worshipped but Allah, and Allah is the Greatest, and there is no might nor power except by Allah,

12/05/2023

*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ *Hadith: Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga*
--------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis se ho sake ki wo madina mein aakar mare to wahi par mare kyunki jo madina mein marega uski main shafaat karunga
Jamia Tirmidhi , Jild 2, 1849-Hasan

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs madine ki bhookh aur sakhti bardasht karega Qayamat ke din main uska shafee ya gawah banunga
Jamia Tirmidhi , Jild 2, 1856-Hasan

✦ Zaid bin Aslam Radhi Allahu Anhu ne apne walid se suna ki Hazrat umar Radhi Allahu Anhu ye kaha karte they Ya ALLAH mujhe tere raaste mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alalihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890
--------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو مدینہ میں مر سکتا ہو تو اسے چاہیئے کہ وہیں مرے کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کےشفاعت کروں گا
جامع ترمذی جلد ۲ ، ١٨٤٩ حسن

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے جو مدینہ میں مر سکے تو وہ ایسا ہی کرے، کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کے لیے گواہی دوں گا ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ، ١٨٥٦

حضرت عمر رضی اللہ عنہ یہ کہا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے۔ اب
صحیح بخاری جلد ۳ ,۱۸۹۰
--------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस से हो सके की वो मदीना में आकर मरे तो वही पर मरे क्यूंकी जो मदीना में मरेगा उसकी मैं शफाअत करूँगा
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 1849-हसन

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम में से जो ये कर सके की वो मदीने में आकर मरे तो वो ऐसा ज़रूर करे इसलिए की मैं मदीने में मरने वाले के हक़ में गवाही दूँगा
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 1269-हसन

✦ ज़ैद बिन असलम रदी अल्लाहू अन्हु ने अपने वालिद से सुना की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु ये कहा करते थे या अल्लाह मुझे तेरे रास्ते में शहादत नसीब फरमा और तेरे रसूल सललल्लाहू अलैही वसल्लम के शहर (मदीना) में मौत नसीब फरमा
सही बुखारी, जिल्द 3, 1890
--------
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Whoever is able to die in Al-Madinah, then let him die there, for I will intercede for those who die there.
Jamia Tirmidhi , Book 46, 3917-Hasan

✦ The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever among you can die in Al-Madinah, let him do so, for I will bear witness in favor of those who die there.
Sunan Ibn majah, Book 25, 3112-Hasan

✦ Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radhi Allahu Anhu said, O ALLAH! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ."
Sahih Bukhari, Book #30, 114

Address

Ganga Nagar Old Haripur Road Miraj
Miraj

Telephone

+918390096022

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Darul Towheed Ahle Hadith Masjid. Miraj posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category