Islami Tarbiyat

  • Home
  • Islami Tarbiyat

Islami Tarbiyat Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Islami Tarbiyat, Digital creator, .

01/02/2026

Aaj 13 Mahe Shaban hai, jo ek bohot barkat wali raat aur din mana jata hai.
Agar ghar ke afraad ke darmiyan mohabbat khatam ho chuki ho,
miya biwi mein nafrat,
bhai behnon ke jhagre,
ya parivaar mein sakht dil aur bechaini ho gayi ho
toh yeh powerful wazifa zaroor karein.

01/02/2026

Aaj 12 Mahe Shaban ka bohat barkat aur rehmat wala din hai.
Agar aap ki zameen, ghar ya jaidad par kisi ne najaiz kabza kar liya ho,
ya dhokha, fraud ya zulm ke zariye aap ka haq cheen liya gaya ho,
toh yeh wazifa Allah ke fazal se haq wapas milne ka zariya ban sakta hai 🤲

#

01/02/2026

Aaj 11 Mahe Shaban ka bohat barkat wala din hai.
Agar aap ya aap ke ghar mein kisi ka nikah mein dair ho rahi hai,
ya rishte aate aate toot jate hain,
toh yeh powerful wazifa rishte ki har rukawat khatam karne mein madadgar hai

31/01/2026

15 Shaban Ki Raat | Sabe Barat Ki 6 Rakat Namaz | Padhne Ka Sahi Tareeqa Aur Fazilat
Aaj ka video un sab ke liye hai jo Sabe Barat ki 6 rakat namaz ka sahi tareeqa seekhna chahte hain aur uske fazilat ke bare mein jan’na chahte hain

31/01/2026

Aaj 10 Mahe Shaban ka mubarak din hai jo bohat hi fazilat wala din mana jata hai.
Is video mein hum aap ke sath aulad ke naseeb behtar karne ka bohat hi asaan aur powerful wazifa share kar rahe hain jo buzurgon se manqool hai.

30/01/2026

11, 12, 13 Shaban ka yeh kash Amal 🌙✨. Agar Miya Biwi (Husband Wife) mein nafrat hai ya couple mein mohabbat khatam ho g*i ho, to yeh wazifa Muslim ummah ke liye must-try hai. Amal karein aur Allah ki ne'maton se malamal ho jaayein! 💫

❤️❤️
28/01/2026

❤️❤️

28/01/2026

11, 12, 13 Shaban ka yeh kash Amal 🌙✨. Agar Miya Biwi (Husband Wife) mein nafrat hai ya couple mein mohabbat khatam ho g*i ho, to yeh wazifa Muslim ummah ke liye must-try hai. Amal karein aur Allah ki ne'maton se malamal ho jaayein! 💫

28/01/2026

9 Mahe Shaban ki blessed nights 🌙✨ میں aapka mehboob aapse naraz ho ya aapka pyar aapki nahi sunta ho, to yeh powerful dua aur wazifa Muslim ummah ke liye must-try hai. Amal karein aur Allah ki ne'maton se malamal ho jaayein! 💫

27/01/2026

8 Mahe Shaban ki blessed nights میں rehmat, magfirat aur qabuliyat ke din 🌙✨. Yeh powerful dua aur wazifa Muslim ummah ke liye must-try hai, jo blessings, forgiveness, aur spiritual growth seekh rahe hain. Amal karein aur Allah ki ne'maton se malamal ho jaayein! 💫

27/01/2026

7 Aasmanon Ka Sabse Bada Safar 🌙 | Safar-e-Meraj Kab, Kaise Aur Kyun Hua? | Shab-e-Meraj Bayan

Part 1

Happy Republic Day ❤️❤️
26/01/2026

Happy Republic Day ❤️❤️

Address


400102

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Islami Tarbiyat posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Islami Tarbiyat:

  • Want your business to be the top-listed Media Company?

Share