03/08/2026
Aaj subah red-light area se nikalte hue ek ajeeb manzar dekha,
Har ek apni keemat laga rahi thi...
Tabhi Rahat Indori Sahab ka wo sher yaad aaya -
"Bulaati hai magar jaane ka nahi,
Ye duniya hai idhar jaane ka nahi"
Wahan se nikalne ke baad bas ek hi khayal aata raha,
Pet ki aag insaan se kya kya kara deti hai.