Dil sey ZG

Dil sey ZG Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Dil sey ZG, Video Creator, North Lakhimpur.

10/01/2026

Koyi saath rahe na rahe
Tera saath na chhodunga

Main tera hi rahunga
Main tera hi rahunga
Main tera hi rahunga ho
Main tera hi rahunga

09/01/2026

Naseeb K Khel Ko Bhi Ajeeb Tarah Say Khela Hai Hum Nay.
JO Na Thay Naseeb Main Usi Ko Toot Ker Chah Bethay...

09/01/2026

Har ladki ki life mein
ek aisa ladka hota hai ,
jise woh bhula nahi sakti !
OR
Har ladke ki life mein
ek aisi ladki hoti hai ,
jise woh paa nahi sakta !!

09/01/2026

mire ḳhudā mujhe itnā to mo'tabar kar de
maiñ jis makān meñ rahtā huuñ us ko ghar kar de


09/01/2026

Maa Hai To Mumkin Hain Shahenshah Hona,
Maa Ke Aanchar Se Bada
Duniya Mein Koi Samraajya Nahi. ��

09/01/2026

Jo Baap Ki Qadr Karta Hai
Wo Kabhi Gareeb Nahi Hota
Aur
Jo Maa Ki Qadr Karta Hai
Wo Kabhi Badnaseeb Nahi Hota. ���

09/01/2026

मां से पैसा मांगते मांगते कब मां को पैसे देने की उम्र हो गई पता ही नहीं चला,,,



09/01/2026

Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai; Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai; Kuch Log Zindagi Me Milte Hain Aise; Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Hai

09/01/2026

Kabhi Tum Gor Se Dekho Aaina; Wah Wah Kabhi Tum Gor Se Dekho Aaina; Khud Hi Hanskar Kahoge Made in China Made in China




06/01/2026

Jab Raat me Aapko Kisiki Yaad Sataye,
Suhani Hawa Jab Apke Balo Ko Sahelaye,
To Karlo Apni Ankhein Bandh Aur So Jao,
Kya Pataa Mann Me He Jiska Khayal,
Kahi Wo Aapke Khwabo Me Aa Jaye.
Good Night


06/01/2026

Aap jo so gaye to khwab hamara hi aayega
Pyaari si muskaan aapke chehre per layega
Khidki aur darwaje dil ke khol kar sona
Warna aap hi batao hamara khwab kaha se aayega


Address

North Lakhimpur

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dil sey ZG posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category