ISLAMIk Friends

ISLAMIk Friends please don't forget like & following

28/03/2024
15/01/2024

1 minutes 20 lake naky

30/05/2023

Ghar ka mahaul Dekh Kar shaadi karna🥀

30/11/2022

Kiya hum azaad hain bayan by moulana tariq jameel

06/11/2022

BAAP Ki Khadar Karo I Dard Bhari Dastan

Allah pak Quran me boht se jagah apne hukuk ke fauran baad walidain ke hukuk ki baat karte hai. Allah swt farmate hai

Aur tumhare Rab ka farman hai ki uski ibadat me kisi ko shareek na karna aur jab tumhare maa baap mese ek ya dono budhi umr par pahoch jaye tp unhe uff tak na kahna aur na hi unse jhirag ke baat karna lekin unse husne sulul ke saath pesh aana aur ye dua karna ki ae hamare rab hamare maa baap par rahem kar jis tarah bachpan me hamare maa baap ne ham par raham kiya tha.
Quran,chapter-17,ayat-23-24.

Aur jab hum ney bani israeel say wada liya kay tum Allah Taalaa kay siwa doosray ki ibadat na kerna aur maa baap kay sath acha sulook kerna …
[Quran 2:83]

Aur Allah Taalaa ki ibadat kero aur uss kay sath kissi ko shareek na kero aur maa baap kay sath salook-o-ehsan kero…
[Quran 4:36]

Aap kahiye kay aao mein tum ko woh cheezen parh ker sunaon jin (yani jin ki mukhalifat) ko tumharay rab ney tum per haram farma diya hai woh yeh kay Allah kay sath kissi cheez ko shareek mat thehrao aur maa baap kay sath bhalai karo.
[Quran 6:151]

Lekin sath me Allah pak ne ye bhi batlaya hai ki agar Allah ke hukm aur walidain ke hukm me Takraao ho to Allah ka hukm manna chaiye. Allah pak farmate hai:

Hum ney her insan ko apnay maa baap kay sath acha salook kerney ki naseehat ki hai haan agar woh yeh kosish keren kay aap meray sath ussay shareek ker len j**s ka aap ko ilm nahi to unn ka kehna na maniyey tum sab ka lotna meri hi taraf hai phir mein her uss cheez say jo tum kertay thay tumhen khabar doon ga.
[Quran 29:8 and 46:15]

19/10/2022

When No Prophet Can Help You (Emotional) - Maulana Tariq Jameel Latest Bayan 30 December 2019

Address

Kolkata
Old Malda
732206

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when ISLAMIk Friends posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share