15/02/2026
Kaam sikhane ke naam par masoom bachchon par zulm kiya jata hai,
jabke unka kasoor sirf itna hota hai ke wo majboor hote hain.
Mere dost, yaad rakhna bachchon ke aansu seedha Allah tak pahunchte hain,
aur har zulm ka hisaab ek din zaroor hota hai.
Masoomiyat ko dard mat do… rehmat bano, zakhm nahi. 💔