24/04/2026
💙 Taj ke saamne baithi thi…
Par dil sirf tumhe yaad kar raha tha…
Mohabbat shayad yahi hoti hai…
Jahan khamoshi bhi tumhara naam le 🌙✨
Safed libaas mein…
Dil aur bhi tumhara ho gaya 🤍
📍 Taj Mahal