07/03/2026
Ram Ram Bhaiyo! 🙏
Aaj ki video mein humne dikhaya hai The Virgin Tree (Raja Saab) film ka wo sabse khatarnak scene, jahan Sanjay Dutt ka kirdaar aakhir mein wo Rakshas Mantra padhkar apna asli roop dikhata hai! ⚡🎬
Kya aapne socha tha ki Sanjay Dutt ka ye avatar itna darawna hoga? Is mantra ka kya raaz hai aur iske baad kya tabahi machti hai, wo sab is animation video mein dekho! 🎥🔥