14/04/2026
The Darkest Story Of Demon Slayer: Hakuji to Akaza π₯
Duniya ne use 'Hakuji' banne nahi diya, aur Muzan ne use 'Akaza' bana kar uski insaniyat hi chheen li. π₯
Ye sirf ek demon ki kahani nahi hai, ye us yoddha ki kahani hai jisne apni duniya ko apni aankhon ke saamne bikharte dekha. Jab sab kuch khatam ho gaya, tab nafrat ne janm liya. βοΈπ
Kya aapko lagta hai ki Akaza ko ek aur mauka milna chahiye tha? Comment mein 'YES' likho agar aapka dil bhi ye dekh kar tut gaya. ππ