27/01/2026
🔱🙏Kismat likhne wale ko kaun samjha paya hai,
Jab Mahakal ka bulawa aaya hai, tabhi Ujjain ja paya hai.
Na paiso ka zor tha, na planning ka kamaal,
Bas Mahadev ki marzi thi… aur ho gaya darshan Mahakal kaa🔱🙏