09/11/2024
Surya Devta ki puja aur Bhakti ka maha parv - ✨
Hamare gaon Baghi, Samastipur me Chhath ka mahaul hi kuch aur hai! 🌅🙏 Nadi ke kinare, mitti ki khushboo aur suryoday ka woh anokha manzar. 💧🪔 Saari parivaar aur doston ke sang, Surya devta ko arghya dete hue ek shuddh aur pavitra anubhav. 🌞🌾