24/07/2025
Bahawalpur ki tahsil yazman mandi mein benazir income support ki rakam Dene wale rishwat Lete Hain har aurat se pahli kisht jo hai vah free mein rakhte Hain Jo new sarvy karvane wali kavateen aati Hain unke Sath yahi deal karte Hain ki Jo pahli kist aaegi wo hamari Hogi Nahin to aapka data jo hai wo Aage Nahin bheja jaega
Vahan per Jo raqm deny waly hen unke Naam yah Hain Adnan, Irfan, Jamshed, naeem aur madam Saba hai jo auraton se thumb lagva leti hai aur unse bolati hai ki aapki payment block hai Kisi ko bol diya ki aapki payment Nahin I is Tarah yah bahut zyada corruption kar rahe hain
Jin Khwateen ki do teen char qisten aati Hain unko sirf ek hi kist dete Hain bakaya bolate Hain ki wapas chale gaye .