10/03/2026
Jab saare Musalman chup kar Madinah ja rahe thay, tab ek mard-e-mujahid ne Kaba ke samne khade hokar Quraish ki aankhon mein aankhein daal kar lalkara! 🦁🔥
Hazrat Umar (R.A.) ki bahaduri ka wo waqia jo har Musalman ka khoon garma de. Dekhiye Series ka Part 2! ⚔️✨
Comment mein “Allah hu Akbar” likhein agar aapko garv hai Islamic history par