islamic Status

islamic Status اگر آپ پر سکون اور اچھی زندگی گزارنا چاہتے ہیں تو حضرت محمد ﷺ کی زندگی کے مطابق زندگی گزارو.

23/12/2025

22/12/2025

Maa woh roshni hai jo andheron mein raah dikhaye,
Maa woh dua hai jo bina maange qubool ho jaaye.
Uske qadam tale jannat ka pata milta hai,
Uski muskurahat se har dard pighal jaata hai.
Maa thak kar bhi kabhi shikwa nahi karti,
Apni khushi chhupa kar hamesha aulaad pe marti.
Duniya ki sab se khoobsurat misaal hai maa,
Khuda ke baad jo sab se bada khayaal hai maa 💖 ❤️❤️

11/12/2025

10/12/2025

Address

Islamabad

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when islamic Status posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share