Urdu Roman News Pakistan

Urdu Roman News Pakistan "Pakistan's 1st Urdu Roman News Platform"
https://UrduRoman.News
By
Umm-ul-Aaima

*UNITED STATES INVESTMENT IN PAKISTAN HIGHLY VALUED, SAYS AURANGZEB IN HIGH-LEVEL MEETING*
16/05/2025

*UNITED STATES INVESTMENT IN PAKISTAN HIGHLY VALUED, SAYS AURANGZEB IN HIGH-LEVEL MEETING*

Federal Minister for Finance aur Revenue, Senator Muhammad Aurangzeb ne Jumma ke din American Business Council (ABC) ke waft se mulaqat ki. ABC ke President Kamran Attaullah Khan ki qiyadat mein anay walay waft mein Pakistan mein kaam karnay wali barray American companies ke senior executives shamil...

14/04/2025

State Bank ke Governor Jameel Ahmad ne bataya ke Pakistan ne March 2025 mein aik record buland $4.1 billion tak ke workers’ remittances receive kiye hain. Ahmad ne kaha ke markazi bank ne apni tajziye ko tarmeem kar ke current financial year FY25 ke liye remittances ke jumla daakhilay ko $38 billi...

2024 Mein Pakistan ki Non-Life Insurance Companies ki Kamiyabi – Munafa 35% Barh Gaya
08/04/2025

2024 Mein Pakistan ki Non-Life Insurance Companies ki Kamiyabi – Munafa 35% Barh Gaya

Karachi (Report): Pakistan ki listed non-life insurance companies ne 2024 mein zabardast performance di hai! Sector ka total munafa 35% barh kar PKR 11.2 billion tak pohanch gaya, jo ke 2023 mein PKR 8.3 billion tha. Munafa Barhne ki Wajah Kya Thi? Is growth ke peechay do major wajahen hain: Net Pre...

07/04/2025

April 07, 2025: KSE-100 index ne Monday ko 5.29% ki girawat dekhi, jo ke 6,287 points tak gir gaya aur ab yeh 112,504.44 par trade ho raha hai. Trading ko extreme volatility ki wajah se temporarily halt kar diya gaya. Yeh girawat duniya ke markets mein ho rahi turbulence ko reflect karti hai, jo ke....

$11 TRILLION WIPED OUT FROM U.S. MARKETS SINCE TRUMP’S SECOND TERM BEGAN
07/04/2025

$11 TRILLION WIPED OUT FROM U.S. MARKETS SINCE TRUMP’S SECOND TERM BEGAN

April 7, 2025: January 17 se le kar ab tak, jab se President Donald Trump ne doosri dafa office sambhala hai, U.S. stock market se taqreeban $11.1 trillion ki value khatam ho chuki hai. Sirf Thursday aur Friday ko $6.6 trillion ka nuksaan hua — yeh history ka sab se bara do din ka nuksaan […]

PAKISTAN STOCK EXCHANGE KA TAREEKHI BULL RUN – KSE-100 INDEX 120,000 POINTS CROSS KAR GAYA, WAZIR-E-AZAM KA IZHAR-E-MUSA...
04/04/2025

PAKISTAN STOCK EXCHANGE KA TAREEKHI BULL RUN – KSE-100 INDEX 120,000 POINTS CROSS KAR GAYA, WAZIR-E-AZAM KA IZHAR-E-MUSARRAT

Islamabad, 4 April 2025: Wazir-e-Azam Shehbaz Sharif ne Jumma ke roz Pakistan Stock Exchange (PSX) ke record tor izafay par izhar-e-musarrat kiya, jahan sirf ek din mein PSX 1800 points barh gaya aur KSE-100 index apni tareekh ke sab se unche 120,000 points ka maqam choo gaya. PM Office se jari baya...

NEW ELECTRICITY RATES – RELIEF FOR DOMESTIC CONSUMERS OR ANOTHER PRICE SHOCK?
04/04/2025

NEW ELECTRICITY RATES – RELIEF FOR DOMESTIC CONSUMERS OR ANOTHER PRICE SHOCK?

April 04, 2025 – Hukoomat ne ghareeb tabqay ko thodi si rahat denay kay liye bijli ke naye rates ka elan kar diya hai. Lifeline consumers sirf Rs4.78 per unit ada karein ge, jabkay 200 units tak istemal karne walay bhi kam rates ka faida utha sakein ge. Naiy Bijli Rates Aur Asar Naye rates […]

PAKISTAN AUR AMREEKA KI RECIPROCAL TARIFFS KA ASAR: PAKISTAN KI TEXTILE AUR LISTED COMPANIES PAR KYA ASAR PADEGA?
03/04/2025

PAKISTAN AUR AMREEKA KI RECIPROCAL TARIFFS KA ASAR: PAKISTAN KI TEXTILE AUR LISTED COMPANIES PAR KYA ASAR PADEGA?

Amreeka ne apne trading partners, including Pakistan, par reciprocal tariffs impose kar diye hain, jiska maksad apne domestic manufacturing ko barhawa dena aur foreign imports ko mehenga karna hai. Yeh tariffs 10% se lekar 48% tak hain, aur yeh tariff un countries par apply hota hai jo already 10% k...

01/03/2025

Address

Karachi

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Urdu Roman News Pakistan posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Urdu Roman News Pakistan:

Share