
01/08/2025
Suna hai Brahman aaj kal kaafi trend mein hain? 🤔
Lekin ye tasveer to shayad 2013 ki hai — jab trend kia hota tha pata b nahi tha jo dil ko Acha lagta wo page par post hojata tha! ❤
Mere Khayal sy ye batana k ye yadgar tasweer kis cattle farm ki hai Mushkil nahi hoga? 🤔🔥
Hint: Kaan par TAGs 😂😂😂