20/03/2026
Eid-ul-Fitr ki Namaz: Kaise Ada Karein?
Eid ki namaz hamari khushi ka izhaar hai. Lekin kya humne sahi tareeqay se iski tayyari ki hai?
Nabi Kareem ﷺ ki sunnat ke mutabiq namaz ada karne ka mukammal tareeqa is poster mein diya gaya hai. Is Eid, apni ibadat ko sahi ilm ke saath mukammal karein. Allah hum sab ki namaz aur duaein qabool farmaye. Ameen!