19/12/2025
🙏 PLEASE — yeh video us larki tak puhncha do…
shayad woh samajh jaye ke aaj bhi koi usay khamoshi se chahta hai. 💔
Kuch muhabbatein lafzon ki mohtaaj hoti hain…
aur kuch sirf dair ki.
Yeh gaana un tamam dilon ke naam hai
jo kehna chahte thay magar keh na sakay.
🖤 “Dair Kar Di”
— ek khamosh muhabbat ki kahani,
jismein jazbaat bhi hain, afsos bhi,
aur woh sawal bhi jo zindagi bhar saath rehta hai
“Agar us din keh diya hota to…?”
Agar aap ne bhi kabhi apni feelings
waqt par bayan nahi ki…
toh yeh gaana aap ka hai.
🎵 Song: Dair Kar Di Song by Ali Waqas Samma
🎬 Story & Concept: Real Silent Love | Regret
📍 Location: Karachi
💭 Emotion: Adhoori Muhabbat
Agar dil tak baat pohanchay…
toh share zaroor karna ❤️
Shayad yeh kahani us tak pohanch jaye…
jiske liye likhi gayi hai.