18/09/2026
Rukiye… kya aapke paas apni aakhirat ke liye sirf 5 minutes hain?
Hum apni duniya ki masroofiyat mein itne busy ho jaate hain ke kabhi kabhi aakhirat ki tayyari bhool jaate hain.
Is video mein hum Sadaqah aur Sadaqah Jariyah ke baare mein yaad dilayenge — aur kaise ek chhota sa amal bhi Allah ke hukm se aapke liye khair ka sabab ban sakta hai.
Rasoolullah ï·º ne farmaya ke jab insan wafat ho jata hai to uske aamaal band ho jaate hain, siwaye teen cheezon ke: Sadaqah Jariyah, beneficial knowledge, aur nek aulaad jo uske liye dua kare.
Sahih Muslim 1631
Aaj apni aakhirat ke liye ek chhota sa amal zaroor choose kijiye.
Allah Ta'ala humare aamaal qabool farmaye. Ameen. 🤲
JazakAllahu Khairan for watching.