21/06/2026
Baap ki mohabbat lafzon mein bayan nahi hoti,
woh khud dhoop mein jalta hai
taake aulaad ko chhaon mil sake.
Uski khamoshi mein dua hoti hai,
uski sakhti mein fikar hoti hai,
aur uski thakan mein
hamari khushiyon ki kahani hoti hai.