24/10/2024
Kya aap apni zindagi badalna chahtay hain? Kya aap ghar baithe freelancing ke zariye dollars mein earning karna chahtay hain? Freelancing kya hai? Freelancing ka matlab hai ke aap apne ghar se computer par beth kar international companies ke sath kaam karein aur dollars mein kamaayein. Freelancing shuru karne ke liye aapko skills ki zarurat hoti hai. AI ne sab kuch bohot asaan kar diya hai. Ab aap Tech Nest ke sath sirf 1 mahine mein skills seekh kar freelancing shuru kar sakte hain. Hum aapko Social Media Management, Website Designing, Content Writing, Digital Marketing, SEO aur Upwork par account bana kar profile optimize karna aur Upwork par project kaise win karna hai, yeh sab sikhate hain. Yeh sab AI ne humare liye bohot asaan kar diya hai. Agar aap bhi apna career freelancing mein banana chahtay hain aur ghar baithe online kaam kar ke dollars mein kamaana chahtay hain, toh aaj hi hamare institute ka visit karein.
Address: Tech Nest, 3rd Floor, Shahzad Plaza, Makan Bagh, Mingora.
Jaldi karein, apni seat book karein, new batch Monday se shuru ho raha hai!