02/05/2026
pakistan ki goverment akhir kaya chahti hain....
gareeb awam mar jay to bhai sidhi tarha mar he dalo asay gareeb awan ko keyo thora thora zehar day rahy ho
BIJLI ..... hmaray bijli muhaiya karny walay idaray sara din loadsahding nahi karty rat 11 bajty he shuru ho jaty hay kay kahi pakistan ki awam sakoon say na soo jay.... or maheny bad 120 unite ka bill 7000 a jata ha kamal ha....
PATROL.... pakistani goverment ko zara sa bhana chiya hota ha kay puri duniya ha kahi kuch ho jay....koi jang lag jay.....kisi ki sullah ho jay....wo saray ka sara nuqsan pkaistan ki gareeb awam nay bharna hota ha....
AY ZALIM HUKMARANO.....YAD RAKHO TUMHARY PASS BHI KUCH NAHI BACHNA OR TUM JIS KAY LIYA EKHTHA KAR RAHY HO IS KAY PASS BHI KUCH NAHI BACHNA... SAB KUCH YAHE ISI DUNIYA MA REH JANA HA BAS PHIR KISI EK MAZLOOM KI BHI AHHH TUMHAY ALLAH kay azzab say nahi bacha pay gi....tum kitna zulm kar lo gay akhair moot ha....