16/10/2026
Aaj Boys & Girls ki running karwa ke free hua to chotay chotay bachy aa gaye 👶
Kehte hain "Sir hum ne bhi Running karni hai, Officer banna hai" 🫡
Na jootay thay paon mein, lekin jazba heran kun tha!
Pakistan mein talent ki kami nahi, bas mauqa ki kami hai.
In masoom khwabon ko salam hai! 🇵🇰
Allah inhein kamyab kare.
📍 Muridke Officers Academy
📞 03452222999