11/09/2026
Pakistan women cricket team ne shandar performance dete huay semi-final mein jagah pakki kar li hai, aur ab agla bara muqabla Sri Lanka ke khilaf hoga! Sherniyon ne maidan par jo jadoo dikhaya hai usne sab ka dil jeet liya hai. Kya Pakistan ki betiyan Sri Lanka ko hara kar final ka rasta saaf karengi? Comment mein zaroor batayein!