13/08/2024
14th August – Dil se Pakistan! 💚"
"Jashn-e-Azadi ka din, woh din jab dil mein ek naya jazba jagta hai, ek nayi umeed, ek nayi roshni. Is mulk ne hamesha humein apni zameen se mohabbat karna sikhaya hai, aur aaj phir wohi jazba dilaon mein hai. Chalo milkar yeh wada karein ke apni dharti se wafa nibhainge, har pal, har lamha. Pakistan Zindabad! 🇵🇰"