22/08/2024
Bimar mushriq hojor Akram (s:) ke bare mai sona ke ap (s:) ne ek Allahke tarap dawat dete hai,
Ek Allah ke tarap bolata hai,
Toh mushriq kehne laga,
Is adomi par koi omra asar hai
joo kenta hai Mabod Ek hai.
Us par koi omra asar hai,
Main uska alaj karta ho!
Toh Hojor akram (s:) ke alaj karne ke Liya Kai musriq aye,
Lekin ap dekhengge rewayeto mai hojor akram (s:) ka her ek ke sath mamlah, kesa tha.
Allaho akbar.
Apne istarah apne apko pesh kardiya,
Or apne uski baato ka koi asar nahi liya,
koi narajgi jahir nahi ki.
Yani tum bimar ho main bimar nahi ho,
Tum pagal ho main pagal nahi ho.
Usne kaha ap ek allah se hone ka kehte hai?
Formaya ha! main ek Allah se honeka kehta ho
Baki kisi shakkal se nahi hota siba Allahke!
Mushriq ne kaha main apka alaj karonga or kowshis karongga apka alajho lekin shefa or seheed or kamiyabi woh serf Allahke hat main hai!
Kaun kehrahna tha?
Boh Bimar musriq kehraha hai.
Main apka alaj karongga ap tik ho jayengge magar shefa Allahke hat main hai.
Woh chahai toh apka shefa hoga or main kowshis karongga.
Toh main soch taho.
Us jamane ka mushriq, jab shiriq hi shiriq tha Iman nahi tha.
Woh kehraha hai main jahiri kowshis karongga alajki lekin shefa Allahke kabjee mai hai.
Aj isjamane ka musulman koi agar yeh kahe
Ke vi humtoh dawa lete hai baki shefa toh Allake kabje mai hai.
Humtoh jomidara karte hai baki galla toh Allahke kabje mai hai.
Humto tizaraat karte hai nafa toh Allahke hat mai hai.
Humto mulajumat karte hai or tankha toh allahoka hatmai hai ji.
Sono gorse meri baat.
Is rokhpar jo admi chalraha hai,
woh kamiyabi ka rokh par nahi hai.
Barna jitna asbab hai doniya mai boh sare asbab allahke mannewale or na mannewale sabke darmiyan mushtarak hai.